Sunday, March 30, 2008

Ayesha & Shahid

Movie : Dil Mange More (2004)
Director : Anant Mahadevan
Original Music by : Himesh Reshammiya & Vikey Goswani
Singers : Udit Narayan & Shreya Ghoshal
Cast : Shahid Kapoor, Ayesha Takia, Tulip Joshi, Soha Ali Khan

Song Lyrics -

tumne chahe kaha na - 2
maine sun liya - 3 sanam
tujhko dil ka saathi
maine chun liya - 3 sanam
tumne chahe kaha na - 2
maine sun liya - 3 sanam
tujhko dil ka saathi
maine chun liya - 3 sanam
tumne chahe kaha na - 2
maine sun liya - 3 sanam
tujhko dil ka saathi
maine chun liya - 3 sanam

mujhko hi chahoge tum
vaada nibhaaoge tum
durr nahi jaaoge tum
kaho na -3 tum sanam
palkon ke saaye saaye
sapane tumhare chhaye
kaise dil ko samjhaye
bolo na - 3 sanam
lamha lamha yaar
tera intezaar
aankhon ne tera sapana - 2
hain bun liya - 3 sanam
tujhko dil ka saathi
maine chun liya - 3 sanam
tumne chahe kaha na - 2
maine sun liya - 3 sanam
tujhko dil ka saathi
maine chun liya - 3 sanam

ho aaya hai kaisa mausam
tere liye hi jaanam
ehsaas chhalke har dam
badhne lagi hain ab toh deewangi
dhadhkan yeh sargam gaaye
dil ki lagi tadpaaye
duuri sahi na jaaye
tujh pe fida hai pal pal
yeh zindagi
ajab hain nikhaar
nayi hain bahaar
aashiqui ka taraja
aashiqui ka tarana
maine gun liya - 3 sanam
tujhko dil ka saathi
maine chun liya -3 sanam
tumne chahe kaha na - 2
maine sun liya - 3 sanam
tujhko dil ka saathi
maine chun liya - 3 sanam
maine chun liya - 3 sanam
maine chun liya - 3 sanam

No comments:

Post a Comment