Saturday, February 23, 2008

Aye HipHopper

Album : Dakku Daddy - Desi Hip-Hop
Song : Aye HipHopper
Singers : Ishq Bector, Sunidhi Chauhan

Saturday, February 16, 2008

Ankhiyan Milake

अँखियाँ मिलाके...

Album : Ankhiyan Milake - Remix (2005)
Song : Ankhiyan Milake - Feat Shaswati
Music : Remix By Shibu Pintu

Original Movie Name: Rattan (1944)
Singer: Zohrabai Ambalawali
Music Director: Naushad
Lyrics: Madhok D N
Producer: Jamini Pictures
Director: Sadiq S
Actors: Amir Banu, Karan Diwan, Swarnlata

Ankhiyan Milake - Song Lyrics

(akhiyaa.N milaake jiyaa bharamaa ke
chale nahI.n jAnA, (ho chale nahI.n jAnA \- 2) ) \- 2

jAo to jAne nA dU.ngI mai.n rastA rok lU.ngI \- 2
ho sai.nyA ke pai.nyyaa pa.D jAU.ngI roke kahU.ngI \- 2
akhiyA.N milA ke ...

Aho.n ke badale Ahe.n lenA jI dagA nahii.n denA \- 2
hA.n nain bhare nA roe roe dil ye kahe nA \- 2
akhiyA.N milA ke ...

jAne kA nAm na lo rAjA jI dil baiThA jAe \- 2
hA.n dekho jI dekho dukhI dil kI pare nA hAy \- 2
akhiyA.N milA ke ...

Sunday, February 10, 2008

Chhod Do Aanchal

Album : Chhod Do Aanchal (2005)
Artist : Bombay Vikings
Song : Chhod Do Aanchal

Hindi Song Title : Chod do Aanchal
Original Movie Name : Paying Guest
Original Singers : Kishore Kumar & Asha Bhosle


Hindi Lyrics -

a: chhoD do aaNchal zamaanaa kyaa kahegaa
(o o o, chhoD do aaNchal zamaanaa kyaa kahegaa
k: haa haa haa, in adaaoN kaa zamaanaa bhi hai deevaanaa
deevaanaa kyaa kahegaa) -2
a: haa haa haa, chhoD do aaNchal zamaanaa kyaa kahegaa

a: main chali
(main chali ab khoob chheDo pyaar ke afsaane
kuchh mausam hai deevaanaa kuchh tum bhi ho deevaane) -2
k: zaraa sunanaa jaan-e-tamannaa
o zaraa sunanaa jaan-e-tamannaa
itnaa to soch ye mausam suhaanaa kyaa kahegaa
a: o o o, chhoD do aaNchal zamaanaa kyaa kahegaa
k: haa haa haa, in adaaoN kaa zamaanaa bhi hai deevaanaa
deevaanaa kyaa kahegaa
a: haa haa haa, chhoD do aaNchal zamaanaa kyaa kahegaa

k: (ho ho ho ho ho ho
a: aa haa aa aa aa aa) -2
k: ho ho ho ho ho ho
a: uN uN uN uN

a: yuN na dekho jaag jaaye pyaar ki angDayee
ye rastaa ye tanhaai lo dil ne Thokar khaayee
k: yahi din hain masti ke sin hain -2
kisko ye hosh hai apnaa begaanaa kyaa kahegaa
a: o o o, chhoD do aaNchal zamaanaa kyaa kahegaa
k: haa haa haa, in adaaoN kaa zamaanaa bhi hai deevaanaa
deevaanaa kyaa kahegaa
a: haa haa haa, chhoD do aaNchal zamaanaa kyaa kahegaa

a: (ye bahaaren ye phuvaaren ye barastaa saavan
thar thar kaaNpe hai tan man meri baiyaaN dhar lo saajan) -2
k: aji aanaa dil mein samaanaa -2
ek dil ek jaan hain ham tum, zamaanaa kyaa kahegaa
a: o o o, chhoD do aaNchal zamaanaa kyaa kahegaa
k: haa haa haa, in adaaoN kaa zamaanaa bhi hai deevaanaa
deevaanaa kyaa kahegaa.

Saturday, February 9, 2008

Aap Ki Dua - KK

Album: Pal (1991)
Singer: KK
Performed by: KK & others

Song Lyrics -

Aap ki dua dil haar gaya,
uske roop ne bhi vaar kiya,
Kaata tha bekaar hua kya karu.
Aap ki dua dil haar gaya,
uske roop ne bhi vaar kiya,
Kaata tha bekaar hua kya karu.

Mujhe naya naam do,
pagal kaho-o,
uski hi dhun main hu mujhe
tum deewaana kaho-o,

Aap ki dua hai pyaar hua,
Ishq ka main bimaar hua,
usne bhi to ikaraar kiya kya karu.
Aap ki dua hai pyaar hua,
Ishq ka main bimaar hua,
usne bhi to ikaraar kiya kya karu.

Mujhe naya naam do,
pagal kaho-o,
uski hi dhun main hu mujhe
tum deewaana kaho-o,

(Guitar interlude)

Mujhe naya naam do,
pagal kaho-o,
uski hi dhun main hu mujhe
tum deewaana kaho-o,

Aap ki dua hai pyaar hua,
Ishq ka main bimaar hua,
usne bhi to ikaraar kiya kya karu.

Haan mujhe meri khabar nahi,
Par meri khabar sabhi ko hai,
Woh teer-e-nazar chubha hai jo-o,
Uski dava wohi to hai...

Aap ki dua dil haar gaya,
uske roop ne bhi vaar kiya,
Kaata tha bekaar hua kya karu.
Aap ki dua hai pyaar hua,
Ishq ka main bimaar hua,
usne bhi to ikaraar kiya kya karu.

Mujhe naya naam do,
pagal kaho-o,
uski hi dhun main hu mujhe
tum deewaana kaho-o.....

Saturday, February 2, 2008

Kaanta Vs Kaanta

Kaanta Laga Vs Kaanta Laga -

Shefali Zariwala (born 1982) is a dancer in Hindi music videos, and has begun to appear in Bollywood film. She graduated with an engineering degree in Information technology from Sardar Patel College of Engineering in 2005 and married recently.

Controversies
There was a huge controversy when her video "Kaanta Laga" was released. In the video, she allegedly appears in a th0ng, reading a p0rnographic magazine, and performing $exual innuend0s. At that time, in India such videos were not a norm. And many conservative groups protested against the video and unsuccessfully sought a ban. She was accused by many conservative activists of promoting western p0rnographic culture on a fairly conservative Indian society. However, due to the publicity garnered by the controversy, the song went on to become one of the biggest hit of that year. (wiki)

Enjoy Below The Original Kaanta Laga Song -

Song Title : Kaanta Laga (original)
Movie Name : Samadhi
Singer : Lata Mangeshkar
Lyricist : Majrooh Sultanpuri
Music Director : R D Burman
Director : Prakash Mehra
Performed by : Asha Parekh


Song Lyrics -

Kanta laga
Kanta laga, hai laga
Ha aaja ha raja
(Bangle ke peeche teri beri ke neeche
Hai re piya aha re aha re aha re piya
Kanta laga, hai laga
Ha aaja ha raja) -2
Bangle ke peeche teri beri ke neeche
Hai re piya -2

Bindiya chhipaye re lali chunar
Odh ke mond ke mukhda apna
Nikli andhere mein duniya ke dar se main sajna
Ho, bindiya chhipaye re lali chunar
Odh ke mond ke mukhda apna
Nikli andhere mein duniya ke dar se main sajna
Raat beran hui, o re saathiya
Dekh halat meri, aa le kar diya
Hai re bangle ke peeche teri beri ke neeche
Hai re piya aha re aha re aha re piya
Kanta laga, hai laga
Ha aaja ha raja bangle ke peeche teri beri ke neeche
Hai re piya

Aayi musibat to ab sochti hoon
Main kyun reh saki na tere bin
Sach hi to kehti thi sakhiya fasegi tu ekdin
Ho, aayi musibat to ab sochti hoon
Main kyun reh saki na tere bin
Sach hi to kehti thi sakhiya fasegi tu ekdin
Bhool to ho gayi, jo kiya so kiya
Tu bacha le balam, aaj mera jiya
Hai re bangle ke peeche teri beri ke neeche
Hai re piya aha re aha re aha re piya
Kanta laga, hai laga
Ha aja ha raja
Bangle ke peeche teri beri ke neeche
Hai re piya, o ho piya, hm hm piya
Ha ha piya, o ho, hm hm, ha ha piya